Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSharma Na Yun
HomeSharma Na Yun
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka na seene mein dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka ha ha na seene mein dabba na dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun arre parda kiye ye raat hai khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri ye tohfaa gulshan ka na paake yun gawaa ke ab jo bhi hai wo sab tere haath hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le bahana bholepan ka bana ke na sataa ke badi mushkil se phir aati ye raat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat
surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re nindiya ke udate paakhi re ankhiyon mein aaja saathi re raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re sachcha koi sapna dejaa mujhko koi apna dejaa anjaana sa magar kuchh pehchaana sa halka phulka shabnami resham se bhi reshami surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re nindiya ke udate paakhi re ankhiyon mein aaja saathi re raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum raat ke rath par jaane waale neend ka ras barsaane waale itna kar de ke meri ankhein bhar de aankhon mein basta rahe sapna ye hasta rahe surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re nindiya ke udate paakhi re ankhiyon mein aaja saathi re raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum
teri talaash mujhko laayi kahaan kahaan se sun le mera fasaana ab to meri zubaan se maine wahin wahin par sajjde kiye hain tujhko zulfon ko tu udati guzri jahaan jahaan se iraan humne dekha dekha hai cheen humne lekin kahin na dekha tujhsa haseen humne koi bhi jab na paaya tere muqaable ka aawaz tujhko di hai o naazneen humne o yaar zulfon waale dildaar zulfon waale zulfon ne mujhko maara khamdaar zulfon waale khamdaar zulfon waale zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami daanam nami daanam nami daanam oye zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami daanam nami daanam nami daanam oye zabaan e yaar mann turki o bewafaa haseena haathon mein haath le le kaam aayega ye tere deewana saath le le deewana koi mujhsa tujh ko nahin milega chaahe to ik nazar mein kul kaayenaat le le o yaar zulfon waale dildaar zulfon waale zulfon ne mujhko maara khamdaar zulfon waale khamdaar zulfon waale zabaan e yaar mann turki ba mann turki nami daanam nami
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sharma Na Yun Joshila (1973) 04:13 18460
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 18460   

Surmayee Ankhiyon Mein Sadma (1983) 04:31 10694
 
Poster of Sadma (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Sridevi, Kamal Haasan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:31   Song Number : 10694   

Zabaan E Yaar Mann Ek Musafir Ek Hasina (1962) 07:31 13227
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Duration : 07:31   Song Number : 13227